Tuesday, July 3, 2012

Tum Laut ke anay ka takalluf mat Karna


Tum Laut ke anay ka takalluf mat Karna

Tum Laut k anay ka takalluf mat Karna,
Hum Ek mohabbat ko Do baar Nahi kartay…!!!
(Takalluf:Bother)

Woh dil kahan se laun?

Woh dil kahan se laun !!!!
Teri yaad jo bhula de!!
Mjay yaad aanay waalay !!
Koi raasta bata day!!!

naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati

naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati
mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain

Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam

Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam,
K badla he nahin jana tumharay baad ka mausam,
Na koi gham khizaaan ka hai na khuwahish hai baharon ki,
Humaray sath to har pal hai kisi ki yaad ka mausam ..

No comments:

Post a Comment