Tuesday, July 3, 2012

aansuon ko palkon pe laaya na kijiye.


aansuon ko palkon pe laaya na kijiye.
aansuon ko palkon pe laaya na kijiye.
dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye... 
log mutthi mein namak liye firte hain..
apne har jakhm dikhaya na kijiye!



Aap na hotay to hum kho gaye hotay,
Aap na hotay to hum kho gaye hotay,
Apni zindagi se ruswa ho gaye hotay,
Yeh to aap ko Good Morning k kehnay k liye uthay hain,
Warna hum to abhi bhi soo rahay hotay.



Aasman se uncha koi nahi,
Aasman se uncha koi nahi,
Sagar se gahra koi nahi,
Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
par aapse Pyara koi nahi.



Agar bhoole se bhi kabhi hamari yaad aati ho
Agar bhoole se bhi kabhi hamari yaad aati ho
Aur tan badan mein ek siharan si daur jati ho
Mere yaar mere dil ke malik, pass chale aana
Agar sooni sooni raten tumhe bahut satati ho,

No comments:

Post a Comment