Saturday, July 7, 2012

Mazak ki bhi ek Hadd hoti hai YAAR

Mazak ki bhi ek Hadd hoti hai YAAR
Main Ladki ke sath date maar raha thaaur mera dost uske samne aakar bola:
.
.
.
.
.
"kal wali Zyada achi thi"...


********************************************


Santa- oye yaar! Tu mujhe sms 2-2 baar kyu bhejta hai..?
Banta- oye! Ek sms tu rakh liya kar aur ek forward kar diya kar..


**********************************************


Sharabi hawa me COIN uchaalkar bola:
Heads Aaya to WHISKEY, Tails aayato VODKA.
Zamin par Khada raha to RUM,
Aur
hawa me raha to Aaj se DARU BAND;

No comments:

Post a Comment